Hindi shayri : Apna lo kisi ko itna

Mohabbat karo to itni, Ki hadd na rahe,

Intzaar karo to itna, Ki waqt na rahe,

Bharosa karo to itna, Ki shak na rahe,

Apna lo kisi ko itna, ki kisi aur ka haq na rahe...



टिप्पणियाँ